Sunday 25 December 2011

Urdu Best Ghazal Poetry About DECEMBER

Be-Qarar Mosam Men

yaad kay Jharokon Se,
Phir Tumhi Se Milne ki
Dil Men kitni Khawahish He,
Aaj kal N0vember ki
Phir Udas Shaamen Hen,
Or Decembr k anay men waqt thora baqi he.
In Ujaar Aankhon Men
Zard Zard Raaten Hen,
¡s Sard Mosam Men
Toot Phoot Jatay Hen,
Jab Bhi yaad Aatay Ho
khud ko Bhool Jatay Hen.
November janay wala he,December aane wala he,
TM bhi lot aa0 na,

................(ghazal)...............


shafaq ki jheel main jab sang-e-aftab girey.
hamary ghar pe siyah raat ka azaab girey.


kahin to gardish-e-ayyaam thak k saans bhi le,
kabhi to kheema-e-aflaak ki tanaab girey.


kisi k raeyegan ashqoN ka kuch hisab to kar,
falak sy yun to sitaary bhi be hisaab girey.


kahiN to silsila-e-intazaar khatum bhi ho,
kisi terha ye deewar-e-izteraab girey


ghazal k roop main wo ru'ba'ru jo ho Mohsin,
Pehle Jab Tu Khat Likhta Tha
Kaagaz Mein Chehra Dikhta Tha
Bund Hua Yeh Mel Bhi Ab To,
Khatam Hua Yeh Khel Bhi Ab To
Doli Mein Jab Baithi Behna,
Rasta Dekh Rahe The Naina
Main To Baap Hoon Mera Kya Hai,
Teri Maa Ka Haal Bura Hai
Teri Biwi Karti Hai Seva,
Soorat Se Lagti Hai Bewa
Toone Paisa Bahut Kamaaya,
Is Paise Ne Des Chhudaayaa
Des Paraayaa Chhod Ke Aa Jaa,
Panchhee Pinjaraa Tod Ke Aa Jaa
Aa Jaa Umar Bahot Hai Chhotee,
Apane Ghar Mein Bhee Hai Rotee
Chitthi Aai Hai…
best urdu poetry
best urdu poetry
best urdu poetry
best urdu poetry
best urdu poetry
best urdu poetry
best urdu poetry
best urdu poetry
best urdu poetry
best urdu poetry
best urdu poetry
best urdu poetry
best urdu poetry

0 comments:

Post a Comment

Twitter Delicious Facebook Digg Stumbleupon Favorites More

 
Design by Free WordPress Themes | Bloggerized by Lasantha - Premium Blogger Themes | Top WordPress Themes